Ishq main yeh anjaam paaya hai
Ishq main yeh anjaam paaya hai
Haath pair tute, muh se khun aaya hai
Hospital pauhnche to nurson ne farmaya
‘Baharon phool barsao Kisi ka mehboob aaya hai’
Leave a Comment
Lamha lamha waqt guzar jayega
Lamha lamha waqt guzar jayega
Saat pheron ke saath koi tumse bandh jayega.
Abhi bhi waqt hai kisi se affair kar lo
Kya pata kal kaun sa model tumhe saunpa jayega..